Fibre-backed connections, straightforward pricing, and a technician who actually shows up on time. FNB Network is built for neighbourhoods, not just numbers on a speed test.
आपके घर या दुकान के लिए तेज़, भरोसेमंद इंटरनेट — बिना छिपे चार्ज के।
Naya connection lene par ye special offer chal raha hai.
Every plan below is unlimited data, no hidden setup cost, and locked at the price you sign up for — not a "starting from" number.
Jitne zyada mahine advance lenge, per-month rate utna hi kam hoga. Neeche har speed ke saare duration options dekh sakte hain.
| Speed | 1 Month | 6 Months | 12 Months |
|---|---|---|---|
| 100 Mbps | ₹499/mo | ₹450/mo | ₹400/mo |
| 200 Mbps | ₹699/mo | ₹650/mo | ₹600/mo |
| 300 Mbps | ₹999/mo | ₹899/mo | ₹799/mo |
| 1 Gbps | ₹1,699/mo | ₹1,599/mo | ₹1,399/mo |
Prices per month hain. 6/12 month plans mein poore duration ka payment ek saath lena hota hai. Sabhi plans unlimited data ke saath aate hain.
Naya connection lena bilkul aasan hai — bas neeche diye number par call/WhatsApp karein.
Diye gaye number par call karke apna address aur pasand ka plan batayein.
₹1,499 wala offer plan (2 mahine free) ya ₹499 monthly plan — jo suit kare wo choose karein.
Technician aapke ghar/dukan par aakar router laga dega aur WiFi turant chalu ho jaayega.
Peak hours mein bhi speed kam nahi hoti — pura mohalla ek saath online ho tab bhi.
Koi bhi problem ho, aapke area ka jaana-pehchana technician turant madad karega.
Jo price bataya wahi lagega — koi hidden ya extra charge nahi.
Share a few details and our team will confirm coverage and call you back — usually within a few hours on working days.